Best 5 Ways To Download Torrent File With IDM in Hindi
Aap log jantei hai aj ke time pe cloud sharing ki website ki waja se Torrent
file ko direct link se download karne main koi dikkat nehi hai easy ho geya
hai.kafi aisi free or paid torrent download website hai jo ki permission deti
hai apko torrent file ka link direct link pe covert karke download karne ki
subhida. Yeha pe humlog 5 aisi new top website ko leke bat karenge jo ki
torrent file asani se idm se download ho jayega.
Advantage of Downloading Torrents With IDM:
- Internet Download Manager Aap ka download speed 5x tak tez
kar dega Intelligent dynamic file Segment Technology se.
- Torrent Health keya hai wo bhi
dekhne ka jarurat nehi hai.
- Aap download ko schedule kar
sakte hai aap ke time ke hisab se.
- Agar aap ka office/school ya
college main torrent block hai tab bhi aap idm se proxy configure kar ke torrent
file download kar sakte hai.
- Idm se download karne main achaa
speed milega torrent ka seeds bhi kam
hoga too koi problem nehi.
A. Filestrem.me
2nd step –download
torrent pai click kijiye.
3rd step – Paste
kijiye aap ka link or browse kijiye aap ke computer se.
4th step – aab download
icon pe click kariye. aab jo link hai usko clipboard pe copy kijiye and paste kar dijiye idm pe. Then idm se aap ka torrent file download start ho jayega.
B. Zbigz
2nd step – Signup kariye
free account and verify kar lijiye .
3rd step – abhi aap
homepage dekhpaoge.
4th step- go button pe
click kariye. karne ke baad aap ek popup windows dekh paoge.
5th step- abhi aap
free button pe click kariye.click karne ke bad aap ek page pe redirected ho
jaoge waha pe zip file main click karna.
6th step- last main
aap start download button pe click kijiye aap ka download start ho jayega.
1st step – first aap
signup karlijiye aapki kisi bhi social media se.
2nd step- then aap
pick kijiye aapka torrent aap ka computer se.
3rd step- then aap put
in my drop box pe click kijiye.
4th step – aab apka
file dropbox pe save ho geya dropbox se aap directly download kar paoge IDM se
asani se.
1st step- Aap first
signup kijiye and aap ka cloud ready ho jayega.
2nd step- Aap Online
se file collect kar sakte hoo.
3rd step- ye site
aapko 10gb tak allow karega free main agar aap ko isse jada chayie too aap premium plan le sakte hoo.
1st step- aap ko yaha
koi signup nehi karna hoga aap sirf aapka torrent file link paste kariye or download kijiye IDM se.
Aaap ko or koi jankari chaiye too
aap comment kar sakte hai …Thank You
Comments
Post a Comment